Gaana cut aur join karein, online aur free

Sangeet, shaadi ki entry ya dance ke liye gaana chhota karna hai? Gaana daaliye, apna part chuniye aur MP3 download kijiye. Phone par bhi chalta hai.

Drop audio or video files here

MP3, WAV, M4A, OGG, FLAC, MP4, MOV or WebM. Nothing is uploaded.

Gaana cut kaise kare

  1. Choose files dabaiye aur apna gaana chuniye.
  2. Waveform par us hisse par drag kijiye jo aapko chahiye.
  3. Keep selection dabaiye. Baaki gaana hat jayega.
  4. Chahein to shuru mein Fade in aur aakhir mein Fade out lagaiye.
  5. Export dabaiye. Naya MP3 turant download ho jayega.

Do gaane kaise jode

  1. Saare gaane ek saath add kijiye. Har gaane ka apna rang hoga.
  2. Har gaane ka zaroori hissa rakhiye (Keep selection).
  3. Clips ko drag karke sahi order mein lagaiye.
  4. Crossfade 2 second par set hai, taaki ek gaana doosre mein smoothly mil jaye.
  5. Export mein “All clips as one file” chuniye aur ek MP3 download kijiye.

Questions

Kya yeh bilkul free hai?

Haan. Koi sign-up nahi, koi watermark nahi.

Kya mera gaana upload hota hai?

Nahi. Sab kuch aapke phone ya computer ke browser mein hota hai. Gaana kahin nahi jaata.

Kya phone par chalega?

Haan. Android par Chrome mein ya iPhone par Safari mein kholiye aur apne files se gaana chuniye.

Sangeet ke liye mashup kaise banaye?

Saare gaane add kijiye, har ek ka best part rakhiye, order set kijiye aur Crossfade on rakhiye. Phir ek MP3 export kijiye aur DJ ko de dijiye.

Song suggestions

Planning a wedding? Here are popular picks for each ceremony. Play them on YouTube, then cut and join your favourites in the editor above.

Haldi songs

  1. Navrai MajhiEnglish Vinglish
  2. Banno Tera SwaggerTanu Weds Manu Returns
  3. Chitta KukkadPunjabi folk, Neha Bhasin
  4. MadhaniyaPunjabi folk, Neha Bhasin
  5. Baari BarsiBand Baaja Baaraat
All 26 haldi songs

Mehendi songs

  1. Din Shagna DaPhillauri
  2. Mehendi Laga Ke RakhnaDilwale Dulhania Le Jayenge
  3. Mehndi Hai RachnewaliZubeidaa
  4. Mehndi Wale HaathGuru Randhawa
  5. MehendiDhvani Bhanushali
All 25 mehendi songs

Sangeet songs

  1. What JhumkaRocky Aur Rani Kii Prem Kahaani
  2. Tauba TaubaBad Newz
  3. Aaj Ki RaatStree 2
  4. ShararatDhurandhar
  5. Kar Gayi ChullKapoor & Sons
All 30 sangeet songs

Baraat songs

  1. Aaj Mere Yaar Ki Shaadi HaiAadmi Sadak Ka
  2. Yeh Desh Hai Veer Jawanon KaNaya Daur
  3. Mere Yaar Ki Shaadi HaiMere Yaar Ki Shaadi Hai
  4. Brown MundeAP Dhillon
  5. Angreji BeatGippy Grewal ft. Yo Yo Honey Singh
All 28 baraat songs

Varmala songs

  1. KudmayiRocky Aur Rani Kii Prem Kahaani
  2. KesariyaBrahmastra
  3. Raataan LambiyanShershaah
  4. RanjhaShershaah
  5. Tere VaasteZara Hatke Zara Bachke
All 28 varmala songs

Phere songs

  1. Ram Siya RamAdipurush
  2. Om Jai Jagdish HareAarti, traditional
  3. Gayatri MantraMantra, traditional
  4. Achyutam KeshavamBhajan
  5. Shri Ramchandra Kripalu BhajmanBhajan
All 26 phere songs